Airtel mai free internet kaise chalaye 100% working trick by me

06:25:00 1 Comments A+ a-

Hello friends i m Prince Rajput , Airtel company Apne Offers plan Aor Big Network 2G ,3G ,4G Ke liye popular hai Kyu ki india me sabse phele Big network ka naam aata hai toh wo hai AIRTEL ka . Airtel me free internet chalane ki aapne bhut tricks use ki hogi lekin Yaha Ham Aapko Kuch esi  Airtel Free Internet Tricks In Hindi Free Proxy trick batayenge jisse aap airtel sim me free internet use kar sakte ho . yeh tricks kishi bhi Mobile device Jaise Andriod , iphone , pc  me Sabhi browser  me work karti hai .

jo yeh tricks hai inko aap kabhi bhi Night , morning me use kar sakte hai . lekin inko use karne se phele aapko sabse phele yeh janna jaruri hai ki Free internet ki yeh proxy sarver tricks kaam kaise karti hai . toh phele inko jan lete hai .

Airtel Free Internet Tricks In Hindi , Proxy sarver kya hota hai aor yeh kaise kaam karta hai ,

Airtel me free internet kaise chalta hai .

Proxy jo ek traha se code hota hai jab ham kishi device me net chalate hai toh automatic hamare device me banata hai jisse ham APN bhi bolte hai . Ab agar koi dusra hamare iss apn code ko apne kishi bhi device me set karta hai toh uska device hamare apn code se connet ho jata hai aor fir internet chalu ho jata hai . iss traha ham kishi ki apn code se free internet chalate hai .

Ab jo proxy sarver banane wali company hai unhone andriod aor pc me  Free internet  calane ke liye apps , Software banaye huye hai jo jinse sarver ek – dusre country se connet ho jate hai aor fir yeh tricks kaam karti hai . 

Airtel Free internet tricks se internet chalane ke liye jaruri h


1. Airtal  2G ,3G Sim
2. Blance 0 Hona chahiye
3 . Andriod device yaa fir laptop pc hona chahiye .
4. Free proxy sarver

A.  213.202.215.157
B.  176.126.237.199
C.   95.211.209.163
D.   180.179.207.111

Andriod mobile User ke liye airtel free internet chalane ka simple Tarika in hindi

1 . Simple tricks

Sabse phele apne mobile ki  Setting >>Data setting >> APN >>

Isme NAME , APN , Type , PoRT wo hi dale jo images me bataye gaye hai. Lekin PROXY uper bataye gaye Charo ko try karke dekhna hai
Setting Save kar de .  sabse phele Crome browser me  ONE. AIRTEL. IN open kare . iske baad koi bhi browser use kar sakte hai aor koi bhi Website open kar sakte hai .

2.  Droid VPN  andriod smatphone tricks ( Airtel me free internet kaise chalate hai ) hindi me


 A.

Sabse phle DroidVPN .com website open karke sinup /Register kare ( Matlab account banaye ) .

Ab droid vpn aapke email par ek mail send karega usko open kare Jisme aapko USER ID aor PASSWORD milega .

B.

Ab playstore se DroidVPN application download karke open kare . app ko open karne ke baad droid vpn aapse user id aor password manenge .

C.

Mail me jo user id aor password hai unko droidvpn me bharne ke baad login kare .

D.
Login karne ke baad  ” CONNECT ” ke button par click kare . kuch second me internet connet ho jayga . fir aap kishi bhi browser me free net use kar sakte ho .

Note :- Agar net connect karne par proxy faild ho jaye toh uper batai gayi koi si bhi proxy Droidvpn setting me try kar sakte ho .bye guys

1 comments:

Write comments